ГлавнаяИсполнителиНеизвестенRaat ka nasha abhi aankh se gaya nahin - 2
название:

Raat ka nasha abhi aankh se gaya nahin - 2


автор:

Неизвестен


рейтинг: ★★★★★ / 5.2 / 1233 просмотра
Raat ka nasha abhi aankh se gaya nahin - 2
Tera nasheela badan baahon ne chhoda nahin
Aankhen to kholi magar sapna voh toda nahin

Haan, vohi voh vohi
Saanson pe rakha hua tere honton ka
Sapna abhi hai vahin
Oh, raat ka nasha abhi aankh se gaya nahin
Raat ka nasha abhi aankh se gaya nahin

(Tere bina bhi kabhi tujhse machal leti hoon
Karvat badalti hoon to sapna badal leti hoon) - 2
Tera khayaal aaye to balkhaake pal jaata hai
Paani ke chaadar tale tan mera jal jaata hai

Haan, vohi voh vohi
Saanson pe rakha hua tere honton ka
Sapna abhi hai vahin
Oh, raat ka nasha abhi aankh se gaya nahin
Raat ka nasha abhi aankh se gaya nahin

Tere gale milne ke mausam bade hote hain
Janmon ka vaada koi yeh gham bade chhote hain
Ho, tere gale milne ke mausam bade hote hain
Janmon ka vaada koi yeh gham bade chhote hain
Lambi si ek raat ho, lamba sa ek din mile
Bas itna sa jeena ho milan ki ghadi jab mile

Haan, vohi, bas vohi
Saanson pe rakha hua tere honton ka
Sapna abhi hai vahin
Oh, raat ka nasha abhi aankh se gaya nahin
Raat ka nasha abhi aankh se gaya nahin

Послушать/Cкачать эту песню
Mp3 320kbps на стороннем сайте
А как ты думаешь, о чем песня "Raat ka nasha abhi aankh se gaya nahin - 2" ?
2010-2020 © WebKind.Ru Тексты песен