Главная→Исполнители→Месть и закон (Sholay)\\||// ╬ J. B. ╬ \\||// ://ontakte.ru/id81402168→Haa Jab Tak Hai Jan
название:
автор:
Haa Jab Tak Hai Jan
автор:
Месть и закон (Sholay)\\||// ╬ J. B. ╬ \\||// ://onta
рейтинг: ★★★★★ / 5.2 / 1194 просмотра
- Текст
- Открытка с текстом
Добавить Oh, Oh Oh Oh, Oh Oh Oh Oh (Haan, Jab Tak Hai Jaan Jaane Jahan Main Naachoongi Haan, Jab Tak Hai Jaan Jaane Jahan Main Naachoongi) ... 4 Pyaar Kabhi Bhi Marta Nahin Maut Se Bhi Yeh Darrta Nahin Pyaar Kabhi Bhi Marta Nahin Maut Se Bhi Yeh Darrta Nahin Lut Jaayenge, Mit Jaayenge, Mar Jaayenge Hum Zinda Rahegi Hamaari Daastaan O Haan, Jab Tak Hai Jaan Jaane Jahan Main Naachoongi Toot Jaaye Paayal To Kya Paaon Ho Jaaye Ghaayal To Kya Toot Jaaye Paayal To Kya Paaon Ho Jaaye Ghaayal To Kya Dil Diya Hai Dil Liya Hai, Pyaar Kiya Hai To Dena Padega Mohabbat Ka Imtehaan O Haan Jab Tak Hai Jaan Jaane Jahan Main Naachoongi Main Naachoongi Main Naachoongi Main Naachoongi Yeh Nazar Jhuk Sakti Nahin Yeh Zubaan Ruk Sakti Nahin Yeh Nazar Jhuk Sakti Nahin Yeh Zubaan Ruk Sakti Nahin Main Kahoongi Gham Sahoongi Chup Rahoongi Kya Bebas Hoon Lekin Nahin Main Bezubaan O Haan Jab Tak Hai Jaan Jaane Jahan Main Naachoongi Haan Jab Tak Hai Jaan Jaane Jahan Main Naachoongi Main Naachoongi Main Naachoongi Main Naachoongi Main Naachoongi
А как ты думаешь, о чем песня "Haa Jab Tak Hai Jan" ?