ГлавнаяИсполнителиНеизвестенYaar milta hai pyar milta hai to machalta hai dil youn
название:

Yaar milta hai pyar milta hai to machalta hai dil youn


автор:

Неизвестен


рейтинг: ★★★★★ / 4.6 / 615 просмотров
Yaar milta hai pyar milta hai to machalta hai dil youn 
tujh ko pana hai dil lagana hai teri chahat main main jaloon 
Door des main piya ke des main odh chunri main chali ayi 
tere yaadon ki tere khaboon ki door sajna yeh kich layi 

Bombay dreams
sapno main india hai jana hai mujh ko 
sapno main india hai jana hai mujh ko 
bombay dreams the journey just begun

Mera dil dhadke meri akh phadke mujhe kiska khayal sataye 
jaon jahan bhi sanam mujhe teri qasam mujhe pal bhi chain na aye 
Dil dhadakta hai dil machalta hai yaad sajna ki ayi re 
Meri akhiyon main mere sapnon main teri soorat samayi re

Bombay dreams
sapno main india hai jana hai mujh ko 
sapno main india hai jana hai mujh ko 
bombay dreams the journey just begun

Sapno ke tabeer
ayi sajna
Rasta bhulana nahin piche piche ana nahin chali re chali re chali re 
ni main udhti udhti ayi 

Bombay dreams
sapno main india hai jana hai mujh ko 
sapno main india hai jana hai mujh ko 
bombay dreams the journey just begun

Послушать/Cкачать эту песню
Mp3 320kbps на стороннем сайте
А как ты думаешь, о чем песня "Yaar milta hai pyar milta hai to machalta hai dil youn" ?
2010-2020 © WebKind.Ru Тексты песен