ГлавнаяИсполнителиPighalta AasmanMujhe Aisa Mila Moti
название:

Mujhe Aisa Mila Moti


автор:

Pighalta Aasman


рейтинг: ★★★★★ / 5.1 / 1073 просмотра
aa aa aa aa
aa aa aa aa
mujhe aisa mila moti
aisa moti koi saagar mein na hoga
mujhe aisa mila moti
aisa moti koi saagar mein na hoga
mujhe aisa mila taara
aisa taara koi amber mein na hoga

tan jiska hai manbhaawan
man jiska paawan paawan
tan jiska hai manbhaawan
man jiska paawan paawan
aise wo mila jaise ki mile
pyaasi dharti ko saawan
mujhe aisa mila moti
aisa moti koi saagar mein na hoga
mujhe aisa mila taara
aisa taara koi amber mein na hoga

mehlon se main kab maani
daulat ko na daulat jaani
mehlon se main kab maani
daulat ko na daulat jaani
saara hi jahaan soorat dekhe
main seerat ki deewaani
mujhe aisa mila moti
aisa moti koi saagar mein na hoga
mujhe aisa mila taara
aisa taara koi amber mein na hoga

wo jafaa karen seh loongi
wo gila karen seh loongi
wo jafaa karen seh loongi
wo gila karen seh loongi
jis haal mein wo rakhhe mujhko
us haal mein main reh loongi
mujhe aisa mila moti
aisa moti koi saagar mein na hoga
mujhe aisa mila taara
aisa taara koi amber mein na hoga
hmm hmm hmm hmm hmm hmm
hmm hmm hmm hmm hmm hmm

Послушать/Cкачать эту песню
Mp3 320kbps на стороннем сайте
А как ты думаешь, о чем песня "Mujhe Aisa Mila Moti" ?
2010-2020 © WebKind.Ru Тексты песен