ГлавнаяИсполнителиAlka Yagnik & Udit NarayanShukriya Shukriya
название:

Shukriya Shukriya


автор:

Alka Yagnik & Udit Narayan


рейтинг: ★★★★★ / 5.3 / 1315 просмотров
(Shukriya, shukriya, shukriya mere piya
 Jitne soye khwab the, sabko jaga diya) - (2)
 
 (Jage sapne, jage arman, jagee hai dhadkan
 Kaisee duneeya, kya jamana, tod har bandhan) - (2)
 Shukriya, shukriya, shukriya mere piya
 Jitne soye khwab the, sabko jaga diya
 
 (Kya kahu, kya maine tumse milke paya hai
 Tum jo aaye, jindagee me rang aaya hai) - (2)
 Aao tumko le chalu mai dil kee raho me
 Aaj hamko manjilo ne khud bulaya hai
 Shukriya, shukriya, shukriya mere piya
 Jitne soye khwab the, sabko jaga diya
 
 Barkha badal, cholee aanchal, phul aur khushbu
 Ham bhee yu hi sath me hai, janle yeh tu
 Shukriya, shukriya, shukriya mere piya
 Jitne soye khwab the, sabko jaga diya
 
 Mere dil kaa hal kya hai, kya kahu tumse
 Pyar itna pake mere hosh hai goom se
 Jindagee bhar pyar meraa kam nahee hoga
 Manglo tum jan bhee toh gham nahee hoga
 Shukriya, shukriya, shukriya mere piya
 Jitne soye khwab the, sabko jaga diya
 
 Dharatee ambar, dariya sagar, git aur sargam
 Mauj sahil, rasta manjil, sath hai yun ham
 (Shukriya, shukriya, shukriya mere piya
 Jitne soye khwab the, sabko jaga diya) - (2)

Послушать/Cкачать эту песню
Mp3 320kbps на стороннем сайте
А как ты думаешь, о чем песня "Shukriya Shukriya" ?
2010-2020 © WebKind.Ru Тексты песен