ГлавнаяИсполнителиIshq Wala LoveMorey saiyan
название:

Morey saiyan


автор:

Ishq Wala Love


рейтинг: ★★★★★ / 4.8 / 774 просмотра
more saiyaan, more saiyaan
pura saath nibhaana aa jaana, bich mein chood na dena dil ko dil se lagaake ja na, dil ko tod na dena
yeh dil kehata hai iss dil mein tu hi rehata hai - (2)
more saiyaan, more saiyaan, more saiyaan, more saiyaan

tere ishq ke khaatir jaana, jakhm main saare sahunga
waada hai yeh nibhaana jaana, tere sang rahunga
yeh dil kehata hai iss dil mein tu hi rehata hai - (2)
more saiyaan, more saiyaan, more saiyaan, more saiyaan

ulfat ke afsaano mein, shiddat jo ho jaaye shaamil
aasaan ho jaaye yeh safar, kadamo ko chum le manjil
yeh dil kehata hai iss dil mein tu hi rehata hai - (2)
more saiyaan, more saiyaan, more saiyaan, more saiyaan
pura saath nibhaana aa jaana, bich mein chood na dena
dil ko dil se lagaake ja na, dil ko tod na dena

Послушать/Cкачать эту песню
Mp3 320kbps на стороннем сайте
А как ты думаешь, о чем песня "Morey saiyan" ?
2010-2020 © WebKind.Ru Тексты песен