ГлавнаяИсполнители√ Лесли Льюис & Харихаран & Амир КханРоковой праздник (Mela, 2000) Dekho 2000 Zamana Aa Gaya - www.khushi1.
название:

Роковой праздник (Mela, 2000) Dekho 2000 Zamana Aa Gaya - www.khushi1.


автор:

√ Лесли Льюис & Харихаран & Амир Кхан


рейтинг: ★★★★★ / 5.6 / 1553 просмотра
Aa main aaya deewana
Main aaya mastaana
Jalata hun har pal main
Main hi hun parwaana
Kisane pukaara hai
Kisane hai lalkaara
Aaya hun dharati pe
Kismat ka main taara

Dekho 2000 zamana aa gaya
Dekho 2000 zamana aa gaya
Dekho 2000 zamana aa gaya
Milake jine ka bahaana aa gaya
Bachake rehana haan
Deewana hun main
Dekho 2000 zamana aa gaya
Dekho 2000 zamana aa gaya
Dekho 2000 zamana aa gaya
Milake jine ka bahaana aa gaya
Bachake rehana haan
Deewana hun main
Dekho 2000 zamana aa gaya
Milake jine ka bahaana aa gaya

Hey hongi nayi baatein
Socho kya hongi raatein
Pehale jo na thi woh
Hongi mulaakaatein
Jo chala gaya bhul
Ja kya kisi se gila
Jo chala gaya bhul
Ja kya kisi se gila
Teerein najar ka nishana hun main
Dekho 2000 zamana aa gaya
Dekho 2000 zamana aa gaya
Milake jine ka bahaana aa gaya
Bachake rehana

Millenium it’ s new world
Millenium it’ s new
World new world

Khulake sab karenge
Hum na abb darenge

Khulake sab karenge
Hum na abb darenge
Dushman se ladenge
Hasino pe marenge
Koyi toh kahe bewafa
Koyi toh [bad word] 
Koyi toh kahe bewafa
Koyi toh [bad word] 
Par main main hun
Sayaana hun main
Haan deewana hun main
Dekho 2000 zamana aa gaya
Dekho 2000 zamana aa gaya
Milake jine ka bahaana aa gaya
Bachake rehana deewana hun main.

Послушать/Cкачать эту песню
Mp3 320kbps на стороннем сайте
А как ты думаешь, о чем песня "Роковой праздник (Mela, 2000) Dekho 2000 Zamana Aa Gaya - www.khushi1." ?
2010-2020 © WebKind.Ru Тексты песен