ГлавнаяИсполнители√ Удит Нараян & Алка ЯгникНеожиданный поворот Waah! Tera Kya Kehna 2002 Mujhe Teri Nazar
название:

Неожиданный поворот Waah! Tera Kya Kehna 2002 Mujhe Teri Nazar


автор:

√ Удит Нараян & Алка Ягник


рейтинг: ★★★★★ / 5.3 / 1301 просмотр
mujhe teri nazar ne ashiq banaya sanam
is jahan ke diwane sab aashiqon ki kasam
chahe din ho chahe ratein
karta bas hoon teri batein janejan
mujhe teri nazar ne ashiq banaya sanam
is jahan ke diwane sab aashiqon ki kasam

pyar ke vade sabhi jo main tod do 
kya karogi tum agar daman chhod do
yar mere khudkhushi main kar jaongi
bewafayi na sahoongi mar jaongi
bewafa main nahin tujhko mujhpe hai bharosa
kaise doonga tujhko dhoka na na
mujhe teri nazar ne ashiq banaya sanam
is jahan ke diwane sab aashiqon ki kasam

chal rahi har sans par tera nam hai
pyar karna bas tujhe mera kam hai
dekh teri chahaton mein kya ho gaya
mein tere khwabon khayalon mein kho gaya
hamnashin zindagi tere bahon mein guzaroon 
tujhko dhadkan mein utaroon han re han
mujhe teri nazar ne ashiq banaya sanam
is jahan ke diwane sab aashiqon ki kasam
chahe din ho chahe ratein
karta bas hoon teri batein janejan
mujhe teri nazar ne ashiq banaya sanam
is jahan ke diwane sab aashiqon ki kasam

Послушать/Cкачать эту песню
Mp3 320kbps на стороннем сайте
А как ты думаешь, о чем песня "Неожиданный поворот Waah! Tera Kya Kehna 2002 Mujhe Teri Nazar" ?
2010-2020 © WebKind.Ru Тексты песен