название:
автор:
Tere Bin Nei Jeena
автор:
Sanam
рейтинг: ★★★★★ / 5.3 / 1330 просмотров
- Текст
- Открытка с текстом
(dhak dhak dil kare ghabraau sajana jab jab tujhe dekhu sharmaau sajana) - (2) aise kaise bhala tujhase bataau sajana tere bin nai jeena - (3) dhak dhak dil kare ghabraau sajana jab jab tujhe dekhu sharmaau sajana aise kaise bhala tujhase bataau sajana tere bin nai jeena - (3) (tu rang rangila hai tu chhail chhabeela hai kabhi kuchh bole na bada sharmila hai) - (2) teri saansein mehkaau tere sapano mein aau tu jo ruthe toh main tujhako manaau sajana tere bin nai jeena - (3) (meri takdeer hai tu, haseen tasbeer hai tu khaab jo dekha hai usaki taabir hai tu) - (2) teri nindein main churaau tera hosh main udaau teri soyi dhadkan ko jagaau sajana tere bin nai jeena - (3) (dhak dhak dil kare ghabraau sajana jab jab tujhe dekhu sharmaau sajana) - (2) aise kaise bhala tujhase bataau sajana tere bin nai jeena - (3)
А как ты думаешь, о чем песня "Tere Bin Nei Jeena" ?