TOP песен исполнителя
"Atif Aslam"
    TOP альбомов исполнителя
    "Atif Aslam"
      название:


      автор:

      Atif Aslam


      жанры: soft rock, pop
      рейтинг: ★★★★★ / 5.1 / 1105 просмотров
      Akaash ka sona pan 
      Mere tanha man mai
      Payal Chankaati tum 
      Ajaao jeevan mai
      Saansen lekar apnee 
      sangeet amar kardo
      Banjao meet mere meri 
      preet amar kardo
      Jag ne cheena mujse 
      mujhe jo bhi laga pyaara
      Sab jeeta kiye mujse 
      main har dum hee haraa
      Tum haar ke dil apna 
      meri jeet amar kardo
      Bunjao meet mere 
      meri preet amar kardo
      Honto se cho lo tum 
      mera geet amar kardo
      
      Kahin door Jab din dhal jaaye Saanj ki dulhan badan churaye Chupke se aye
      mere Khayaalon ke aangan mein koi sapanon ke deep jalaaye deep jalaaye
      kabhi yunhin jab huyi bojhal saansen bhar aayi baithe baithe jab yuhin aankhen
      tabhi machala ke pyaar se chal ke chhuye par mujhe koyi nazar na aaye nazar na aaye
      kahin door jab din dhal jaye saanjh ki dulhan badan churaaye chupake se aaye
      
      Yaad hai mujhko tune kaha tha Tumse [bad word] kabhi
      Dil ki tarah se aaj mile hain Kaise bhala chootengey kabhi
      Meri baahon mein beeti har shaam bewafa yeh bhi kya yaad nahin
      Kya hua tera vaada woh kasam woh iraada
      Wo kehne waley mujhko fareebi Kon fareebi hai yeh bata
      Wo jisne gham liya pyaar ki khaatim ya jisne pyaar ko beech diya
      Nasha daulat ka aisa bhi kya Ke tujhey kuch bhi yaad nahi
      Kya hua tera vaada woh kasam woh iraada
      
      shama kahe parwane se, pare chala ja
      meri tarah jal jayega, yahaa nahee aa
      woo nahin sunta , usko jal jana hota hai
      har khushee se, har gam se, begaanaa hotaa hai
      pyaar diwaanaa hotaa hai, mastaanaa hotaa hai
      har khushee se, har gam se, begaanaa hotaa hai
      
      zindagi ke safar mein, guzar jate hain jo makam
      woh phir nahin aate, woh phir nahin aate
      phool khilte hain, log milte hain
      phool khilte hain, log milte hain yunhee
      patjhad main jo phool murjha jate hain
      woh baharon ke aane se khilte nahin
      kuchh log ek roz jo bichad jate hain
      woh hazaron ke aane se milte nahin
      ek baar chale jaate hai jo din raat subaah shaam
      woh phir nahi aate woh phir nahi aate!
      
      Yeh Jeevan Hai, Is Jeevan Ka
      Yahi Hai — Yahi Hai — Yahi [bad word] 
      Thode Ghum Hain, Thodi Khushiyan
      Yahi Hai — Yahi Hai — Yahi Hai Chaon Dhoop
      
      Main pal do pal ka shayar hoon
      Pal do pal meri kahani hai
      Pal do pal meri hasti hai
      Pal do pal meri jawani hai
      Main pal do pal ka shayar hoon
      
      Kabhi Kabhi Mere Dil Mein Khayaal Aata Hai
      Ki Jaise Tujhko Banaya Gaya Hai Mere Liye
      Ki Jaise Tujhko Banaya Gaya Hai Mere Liye
      Tu Abse Pehle Sitaaron Mein Bas Rahi Thi Kahin
      Tu Abse Pehle Sitaaron Mein Bas Rahi Thi Kahin
      Tujhe Zameen Pe Bulaya Gaya Hai Mere Liye
      Kabhi Kabhi Mere Dil Mein Khayaal Aata Hai
      Ki Jaise Bajti Hain Shehnaaiyaan Si Raahon Mein
      Ki Jaise Bajti Hain Shehnaaiyaan Si Raahon Mein
      Suhaag Raat Hain Ghoonghat Utha Raha Hoon Main
      Suhaag Raat Hain Ghoonghat Utha Raha Hoon Main
      Simat Rahi Hai Tu Sharma Ke Apni Baahon Mein
      Simat Rahi Hai Tu Sharma Ke Apni Baahon Mein
      KAbhi kabhi mere dil mai khayal ataaa hai...

      Послушать/Cкачать эту песню
      Mp3 320kbps на стороннем сайте
      Это интересно: Atif Aslam (Urdu: عاطف اسلم, born Mohammad Atif Aslam; 11 March 1983) is a Pakistani pop singer. He was born in Wazirabad and educated in Lahore and Rawalpindi. He is widely recognized in South Asia and has several hit songs such as Aadat, Woh Lamhe, Tere Bin, Pehli Nazar Mein, Tera hone Laga Hoon, Tu Jaane Na and Meri Kahani. He is known for his powerful vocal belting technique.
      А как ты думаешь, о чем песня "" ?
      2010-2020 © WebKind.Ru Тексты песен