ГлавнаяИсполнителиНеизвестенHey kash, kash yoon hota..
название:

Hey kash, kash yoon hota..


автор:

Неизвестен


рейтинг: ★★★★★ / 5.3 / 1301 просмотр
Hey kash, kash yoon hota..
Har shaam saath tu hota..
Chup chap Dil na yoon rota..
Har shaam Sath tu hota..

Guzaara ho tere, bin guzara
mushkil hai lagta
Nazara ho tera, hi nazaara
har din hai lagta..

Haal e dil tujhko sunata
Dil agar ye bol pata
Bakhuda tujhko hai chahta jaan..
tere sang jo pal bitata
Waqt se main woh maang lata
Yaad karke muskurata haan..

Tu meri raah ka sitara..
Tere bina hoon main awaara
Jab bhi tanhai ne sataya
Tujhko besaakhta pukara..

aa chahat hai meri la fana
Par meri jaan
Dil mein hoon rakhta han..haan..

Haal e dil tujhko sunata
Dil agar yeh bol pata
Bakhuda tujhko.. hai jata jaan..
Tere sang jo pal bitata
Waqt se main woh mang lata
Yaad karke muskurata haan

Khwabon ka kab tak loon sahara
toh tu aa bhi ja khudara
Meri ye dono pagal aankhen
Har pal maange tera nazara
Aa.. samjhaun inko kis tarah..
Inpe mera
Bas nahi chalta han.. haan..

Haal e dil tujhko sunata
Dil agar yeh bol pata
Bakhuda tujhko.. hai jata jaan..
Aaha tere sang jo pal bitata
Waqt se main woh mang lata
Yaad karke muskurata haan..

Послушать/Cкачать эту песню
Mp3 320kbps на стороннем сайте
А как ты думаешь, о чем песня "Hey kash, kash yoon hota.." ?
2010-2020 © WebKind.Ru Тексты песен