ГлавнаяИсполнителиAnushka SharmaFakeera
название:

Fakeera


автор:

Anushka Sharma


рейтинг: ★★★★★ / 5.3 / 1310 просмотров
Chaani jo khwab to mitt ke sona, tu ban gaya
Gamon ki aag mein tap ke suraj, tu ban gaya
Chaani jo khwab to mitt ke sona, tu ban gaya
Gamon ki aag mein tap ke suraj, tu ban gaya
Aaj paaya hai tune, sab kho ke mureeda
Mili jannat tujhe to, jab bhigda naseeba
Fakeera - 5 times

Haathon se nikli manzil jab yeh daaman chooth gaya
Aye bekhabar tu benoor ho ke roshan ho gaya
Bhari hai yeh khaali si jholi jo tu batka dar badar
Yeh bhi na jaane yeh kaafir ki dua ka hai asar
Jo taare se toota, sab khwaish milegi
Zara haathon ko phelaa, mannatein sab milengi
Fakeera - 5 times

Hua tabah aur hadd se zyada khoya jab kara
Udhi udhi tab saansein jaise udta hai guba
Socha kare kis pal mein dil ko raahat hai mili
Khuda ke ghar mein taalim tujhko gir ke jab mili
Aaj paya hai tune, sab kho ke mureeda
Mili jannat tujhe to jab bhigda naseeba
Fakeera - 5 times

Послушать/Cкачать эту песню
Mp3 320kbps на стороннем сайте
А как ты думаешь, о чем песня "Fakeera" ?
2010-2020 © WebKind.Ru Тексты песен