название:

Ом шанти


автор:

Атморави


жанры: indie, russian
альбомы: Путь белых облаков
рейтинг: ★★★★★ / 5.2 / 1183 просмотра
Tum ko paaya hai toh jaise khoya hoon
Kehna chahoon bhi toh tumse kya kahoon
Kisi zabaan mein bhi woh lavz hi nahin
Ke jinme tum ho kya tumhein bata sakoon
Main agar kahoon tumsa haseen
Qayanat mein nahin hai kahin
Tareef yeh bhi toh sach hai kuch bhi nahin
Tum ko paaya hai toh jaise khoya hoon…
Shokiyon mein doobi yeh adayein
Chehre se jhalki hui hai
Zulf ki ghani ghani ghataein
Shaan se dhalki hui hai
Lehrata aanchal hai jaise badal
Bahon mein bhari hai jaise chandni
Roop ki chandni…..
Main agar kahoon yeh dilkashi
Hai nahin kahin na hogi kabhi
Tareef yeh bhi toh sach hai kuch bhi nahin
Tum ko paaya hai toh jaise khoya hoon…
Tum hue meherbaan
Toh hai yeh dastaan
Ab tumhara mera ek hai caravan
Tum jahan main wahaan
Main agar kahoon humsafar meri
Apsara ho tum ya koi pari
Tareef yeh bhi toh sach hai kuch bhi nahin
Tum ko paaya hai toh jaise khoya hoon
Kehna chahoon bhi toh tumse kya kahoon
Kisi zabaan mein bhi woh lavz hi nahin
Ke jinme tum ho kya tumhein bata sakoon
Main agar kahoon tumsa haseen
Qayanat mein nahin hai kahin
Tareef yeh bhi toh sach hai kuch bhi nahin
Послушать/Cкачать эту песню
Mp3 320kbps на стороннем сайте
Это интересно:Атморави, уроженец города Минска, появился на свет в первой половине застойных 70х и успел захватить краешком детства времена Брежнева, пионерии и игр Зарница. Весь пакет советского музыкального творчества включался в стандартное детство городского ребенка того периода.Пока Рави не попала на глаза статья в журнале Ровесник с интервью Dire Straits, которая... продолжение
А как ты думаешь, о чем песня "Ом шанти" ?
2010-2020 © WebKind.Ru Тексты песен